Nindiya Lyrics – Sarbjit By Arijit Singh

Nindiya Lyrics From Sarbjit By Arijit SinghNindiya Lyrics From Sarbjit By Arijit Singh : The Song is from Sarbjit Movie. The Song is sung by Arijit Singh. The music of the song is composed by Shashi-Shivamm while the lyrics are penned by Sandeep Singh.

Song – Nindiya
Singer:
Movie:
Music: Shashi-Shivamm
Lyrics: Sandeep Singh

Nindiya Lyrics

Nindiya ye legi tujhe tham re,
Soja dede ankhon ko aaram re,
Ke sara din chalke hai guzara,
Tu uljhano ka mara,
Ab ja ke aayi hai ye sham re,

Arey aa re aa re aa,
Arey aa re aa re,(x2)

Teri wo baatein aa sunau,
Baithun sirhane loriyan main gaun,
Rahein takti hain ye atari,
Teejon ki ghadiyan suni hi guzari,
Sare nazare ye baharein hai tujhi pe ware,

Khabon mein hai bheja ye paigam re,
Soja dede ankhon ko aaram re,
Ke sara din chalke hai guzara,
Tu uljhano ka mara,
Ab ja ke aayi hai ye sham re,

Arey aa re aa re aa,
Arey aa re aa re,(x2)

Nindiya ye legi tujhe tham re,
Soja dede ankhon ko aaram re,
Ke sara din chalke hai guzara,
Tu uljhano ka mara,
Ab ja ke aayi hai ye sham re,

Arey aa re aa re aa,
Arey aa re aa re,(x2)

Comments

comments